dil toot tha hai jab yaad teri aayi, na jane kyon is kadar hui judai, yeh pyar humne kyon kiya, hume pata hi nahi hai, lekin is baath ki huyi pacthayi kihum is kadar karna pada judai, na jane humare beech ye duniya kyon ayi, ayi toh ayi lekin hume kyon jaal bichakar ek dosare se alag karke satayi, humne toh kabi unke beech na aye, tumhari hame behad yaad ati hi, satati hi, na neend ati, na chain hoti,hum is tarah aap se mohabbat karthe hain, ki hamein aap koson door jati dikhayin deti hain, aap ke saath saath humari jaan bhi jati dikhti hi, sirf aapki yaden humen sathati hain, kyon na hum,allah se hame eksa rakhne ka dua mange, ya khuda, hame na kar juda,humen ek kar chahe idar ya apne udar, yadi rishta humari thodni thi, to hame apni dil se ek kyon kiya, na pyaar karthe, na tooththi jiya,kya aap humse rooth gayin hain? humse alag jarahihain, na tadpao, hume is tarah, na chod ke jaoo hume is tarah, betaab hai humari dil aap se milne,hame na chod ke jana
life is like the droplets of water on the leaflet,so long as atop are bright and beautiful, as they tend to slip so too life tends to slowly wither away, the moral of this scentence, -- as long as alive, enjoy, as you start dripping, still enjoy, for tommarow we never know where we tend to be.